Today at a family gathering...one uncle was teasing my 7yo cousin in front of everyone.. saying, Tum naalayak ho,gandy bachy ho,tum kuch nahi ban sakte,prhty nhi ho..
Phr jab us Ka saber khtm hua to kehta:
Main bara ho kr Dajjal banunga aur aapko apna khota banaunga. 💀😭